Waqt e rukhsat nigahoon mein
![Image](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEgIGMu0niI7PeocIarq0Y76sbIQmFhLHkNCTIH3bxY52X5w_2NMLsly7DVjX04sR1xZZPuZmnH0hvHeomMTrlCBaZi23WmhdmtTamTWFzmHFUr91tERKy5m6QPKV4NMW3MSXhRXncUFfyhf/s320/5a83c2d9-9642-41cc-9bf1-83295ed9ab20.jpg)
Waqt e rukhsat nigahoon mein Waqt-e-Rukhsat Nigaahon Mein Kinaarey Kaisey Taiz Toofaan Mein Gharondon Ke Sahaarey Kaisey Chamakti Huyi Aankh Ne Kabhi Daikha Nahin Hai Aankh Say Toot Ke Girtey Hain Sitaarey Kaisey Asmaan Chootey Huwey Sholon Ko Kahaan Maaloom Raakh Ke Dhair Mein Paltey Hain Sharaarey Kaisey Daman-e-Tar Maira Daikho Khabar Ho Gi Tumhein Samandar Ke Beech Mein Girtey Hain Dhaarey Kaisey Dil Jiger Khoon Kiya Chaak Girebaan Kiya Hum Ne Sadkey Teri Chaahat Ke Utaarey Kaisey Pur Khaloos Aaj Bhi Deewaney Nazar Aatey Hain Qais-o-Farhaad Ki Muhabbat Pey Ajarey Kaisey Dil Kahin Lagta Nahin Aankh Ko Kuch Bhaata Nahin Tu Nahin To Ye Pur Lutf Nazaarey Kaisey . . Tu Waaqif Ejaz-e-Bayaan Tehra Doosra Koi Jaaney Uss Ke Ishaarey Kaisey.. !