Lahoo roney darata hoon
Lahoo roney say darta hoon Lahoo Roney Say Darta Hoon Juda Honey Say Darta Hoon Mairi Aankhein Bataati Hain Ke Main Soney Say Darta Hoon Mairi Ungli Pakarr Lena Mujhey Tanha Nahin Karna Ye Dunya Aik Maila Hai Tumhein Khoney Say Darta Hoon Jo Hansti Ho To Kyun Palkon Ke Goshey Bheeg Jaatey Hain Tumheiin Maloom Hai Main Iss Tarah Roney Say Darta Hoon Ye Jab Say Khwaab Daikha Hai Tum Mujhey Chorr Jaao Gi Mein Abb Darta Hoon Khwaabon Say Main Abb Soney Say Darta Hoon