Mosam ki ada by junaid taj



Mosam Ki Ada

Tum Marasim Main Bhi Mosam Ki Ada Rakhtay Ho
Kabhi Barastey Ho Tu Kabhi Boond Ko Tarsaty Ho

Pal Main Kehtay Ho Zamanay Main Faqat Tere Hain
Pal Main Izhar-E-Muhabbat Say Mukar Jaatay Ho

Bhari Mehfil Main Dushmano Ki Tarhan Miltay Ho
Our Duwaon Main Mera Nam Liye Jaatay Ho

Diyar-E-Ghair Main Mujhko Talaash Kartay Ho
Milo Tu Pas Say Chup Chap Guzar Jaaty Ho

Laakh Mosam Ki Tarhan Rang Badalty Raho
Aaj Bhi Toot K Shiddat Say Mujhay Chatay Ho

JUNAID TAJ


Comments

Popular posts from this blog

Ye Ishq Nahi Aasan by Mirza Galib

Dhanak Dhanak meri poroon ke khuwab kar dega by Parveen Shakir

Hazaron khoof ho lakin zaban ho dil ko rafeeq(ہزار خوف ہو لیکن زباں ہو دل کی رفیق