Lahoo roney darata hoon
Lahoo roney say darta hoon
Lahoo Roney Say Darta Hoon
Juda Honey Say Darta Hoon
Mairi
Aankhein Bataati Hain
Ke Main Soney Say Darta Hoon
Mairi
Ungli Pakarr Lena
Mujhey Tanha Nahin Karna
Ye Dunya
Aik Maila Hai
Tumhein Khoney Say Darta Hoon
Jo Hansti
Ho To Kyun Palkon Ke
Goshey Bheeg Jaatey Hain
Tumheiin
Maloom Hai Main
Iss Tarah Roney Say Darta Hoon
Ye Jab
Say Khwaab Daikha Hai
Tum Mujhey Chorr Jaao Gi
Mein Abb
Darta Hoon Khwaabon Say
Main Abb Soney Say Darta Hoon

Kamal ❤️
ReplyDelete